Phir Aankh Pharki Sanam Lyrics | Dhuan | Asha Bhosle | R D Burman

Phir Aankh Pharki Sanam Lyrics | Dhuan | Asha Bhosle | R D Burman

Fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba
Kuch hone wala hai aaj lagta hai yu jane ja
Fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba
Kuch hone wala hai aaj lagta hai yu jane ja

Yu to hai bas yaha ek tum ek hum
Lagta hai fir bhi dar haye tumhari kasam
Yu to hai bas yaha ek tum ek hum
Lagta hai fir bhi dar haye tumhari kasam
Kaun jane kaha se uthega dhua
Ho fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba
Kuch hone wala hai aaj lagta hai jane ja

Jo lage bhi na yu aag jane jigar
Dekhti hai abhi ke hamari najar
Jo lage bhi na yu aag jane jigar
Dekhti hai abhi ke hamari najar
Haye shole bina ye hai kaisa dhua
Ho fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba
Kuch hone wala hai aaj lagta hai jane ja

Dekho na janeman dekho na
Ye sama bhagti daudti jaise parchaiya
Dekho na janeman dekho na
Ye sama bhagti daudti jaise parchaiya
Haye charo taraf chaya kaisa dhua
Ho fir aankh fadki sanam rukne lagi fir juba
Kuch hone wala hai aaj lagta hai jane ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *