Pehli Nazar Tere Pyar Ki Ho Mere Dil Me Utar Gayi Song Lyrics from the movie/album Tel Malish Boot Polish released in the year 2018 starring Sheikh Mukhtar, Kum Kum. The song Pehli Nazar Tere Pyar Ki Ho Mere Dil Me Utar Gayi was sung by Kamal Barot, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Romey Dey. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Prem Dhawan

Pehli Nazar Tere Pyar Ki Ho Mere Dil Me Utar Gayi Lyrics

Pehli Nazar Tere Pyar Ki
Ho Mere Dil Me Utar Gayi
Pehli Nazar Tere Pyar Ki
Ho Mere Dil Me Utar Gayi
Ho Diwane Ho Ya Sharabi Mastane
Diwane Ho Ya Sharabi Mastane
Mana Ki Hum To Diwane Hai
Haye Ram Ye To Kaho Ki
Sarkar Ki Ho Lat Kaise Bikhar Gayi
Pehli Nazar Tere Pyar Ki
Ho Mere Dil Me Utar Gayi

Ho O Chale Kaha Aise Gusse Me Tan Ke
Chale Kaha Aise Gusse Me Tan Ke
Bal Na Pade Kahi Tere Badan Pe
Ho Tere Badan Pe

O Ho Hum To Chale Usi Banki Ada Se
Hum To Chale Usi Banki Ada Se
Koi Jale Apni Bala Se Ji Apni Bala Se
Dekho Re Logo Sitam Ye Ke
Haye Ram Tirchhi Dildar Ki
Ho Dil Leke Mukar Gayi
Pehli Nazar Tere Pyar Ki
Ho Mere Dil Me Utar Gayi

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Tel malish boot polish, Tel malish boot polish 1961 songs, Tel malish boot polish 1961 movie, Pehli nazar tere pyar ki mohammad rafi kamal barot, Pehli nazar tere pyar ki mohammad rafi kamal barot tel malish boot polish chitragupta, Tel maalish boot palish, Pehli nazar tere pyar ki, Tel malish, Pehli nazar tere pyar ki ho, Mohammed rafi, Kamal barot, Tel maalish, Old romantic songs hindi, Old songs hits hindi, Romantic hindi songs, Mohd rafi, Bollywood classic song