Payaam E Ishqaraa, Bedaar Huin Kaliyaan Lyrics | Shokhiyan | Rajkumari | Jamal Sen

Payaam E Ishqaraa, Bedaar Huin Kaliyaan Lyrics | Shokhiyan | Rajkumari | Jamal Sen

Aa
Payaam-e-ishqra
Man aj nigah-e-naaz me khanam
Zaban-e-yaar-e-man
Hindi daman
Hindi na main gaanam

Bedaar huyi kaliya
Aur husn hua raksa
Shola-e-shama larza
Afsane ka unva
Unva
Bedaar huyi kaliya
Aur husn hua raksa
Shola-e-shama larza
Afsane ka unva
Unva

Zaraa patango ki aahat huyi to bhaap gayi
Shama ki lau
Shama ki lau se jo uriya sitan ko kaanp gayi

Jali to aisi jali naam kar gayi roshan
Jali to aisi jali naam kar gayi roshan
Bujhi to duniya ke aanchal se tan ko dhaanp gayi
Shama ki lau
Shama ki lau

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *