Patthar Ko Kuchlo Lyrics | Rakht Charitra – 2 | Sukhwinder Singh | Amar Desai, Sukhwinder Singh

Patthar Ko Kuchlo Lyrics | Rakht Charitra – 2 | Sukhwinder Singh | Amar Desai, Sukhwinder Singh

Patthar ko kuchlo to pair hi kuchlega
Khanjar mein chaku de dhar hi tootega
Kiya to kiya to kabhi kiya hoga
Daldal mein utara to kyun na tu dhasega

Ghutano ke bal par kab tak kaun chalega
Kabhi to uthega bas phir tu ladhega
Patthar ko kuchlega to pair hi kuchlega
Khanjar mein chaku de dhar hi tootega
Kiya to kiya to kabhi kiya hoga
Koi kya kare jiske haathon mein do kulhadi
Puja toh karenge nahi maarega dindahaade
Rakta rakta rakta rakta rakta rakta
Rakta rakta rakta raktacharitra

Pehale
Puri hai krurata jo maafi hai murkhata
Dard jaanta hai kabhi dard se ye pata
Dard jaanta hai kabhi dard se ye pata
Raah chingaaiyo se tufaan chalati nahi
Bich raah goliya bhi disha badalti nahi
Jehar diya to wohi rangon mein daudeega
Jehar diya to wohi rangon mein daudeega
Ghayal hi hoga jo bhi isko nichodega
Khud bhi ghaanv paaye bina ko chhod dega
Khataron ke nischay se chattan phod dega
Kiya to kiya to kabho kiya hoga
Daldal mein utar to kyun na tu dhasega

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *