Pata Nahin Lyrics | Salim Sulaiman | Shivansh Jindal

Pata Nahin Lyrics | Salim Sulaiman | Shivansh Jindal

Kuchh toh hai khoya khoya sa
Andar ek khokhlapan
Kahan jaun kya dhoondhun
Kya dhoondhna hai ye pata nahin

Kuchh toh hai khoya khoya sa
Andar ek khokhlapan
Kahan jaun kya dhoondhun
Kya dhoondhna hai ye pata nahin

Sapne mere jo hai mere saamne
Paa lunga inhein kabhi na kabhi
Agar kismat saath de meri

Kuchh toh hai khoya khoya sa
Andar ek khokhlapan
Kahan jaun kya dhoondhun
Kya dhoondhna hai ye pata nahin

Sapne adhoore hain zidd bhi hai poori
Zindagi achhi chal rahi phir bhi lage adhoori
Sapne adhoore hain zidd bhi hai poori
Zindagi achhi chal rahi phir bhi lage adhoori

Apne toh kehte hain
Tu maang jo maangna chahta hai
Apne toh kehte hain
Tu maang jo maangna chahta hai
Par maangu kya unse ye pata nahin

Kuchh toh hai khoya khoya sa
Andar ek khokhlapan
Kahan jaun kya dhoondhun
Kya dhoondhna hai ye pata nahin

Ye pata nahin ye pata nahin
Ye pata nahin ye pata nahin
Ye pata nahin.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *