Parwane Teri Shama Jal Uthi Song Lyrics from the movie/album Awara Badal released in the year 2018 starring Ajit, Ragini. The song Parwane Teri Shama Jal Uthi was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Kedar Kapoor. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Parwane Teri Shama Jal Uthi Lyrics

Parwane Teri Shama Jal Uthi Parwane Teri Shama Jal Uthi
Raat Hai Katil Sun Lo Kafil Ahkiri Hai Ghadi
Parwane Teri Shama Jal Uthi

Rahi O Dilwale Gujra Hai Matwale Kyu Meri Raho Se
Tujhko Jalaungi Mai Bijli Giraungi Mai Apni Nigaho Se
Rahi O Dilwale Gujra Hai Matwale Kyu Meri Raho Se
Tujhko Jalaungi Mai Bijli Giraungi Mai Apni Nigaho Se
Diwane Teri Saja Hai Yahi Raat Hai Katil Sun O Kafil
Akhiri Hai Ghadi Parwane Teri Shama Jal Uthi

Samjha Na Dil Tera Uljha Hai Dil Tera Meri Adao Me
Dhokhe Nigaho Ke Hai Rang Wafao Ke Hai Teri Jafao Me
Samjha Na Dil Tera Uljha Hai Dil Tera Meri Adao Me
Dhokhe Nigaho Ke Hai Rang Wafao Ke Hai Teri Jafao Me
Pahchane To Mai Wahi Hu Wahi Raat Hai Katil Sun O Kafil
Akhiri Hai Ghadi Parwane Teri Shama Jal Uthi

Shab Ki Syahi Bole May Ki Surahi Bole Apni Khabar Rakhna
Jadu Sitaro Ka Hai Mauka Isharo Ka Hai Mujhpe Najar Rakhna
Shab Ki Syahi Bole May Ki Surahi Bole Apni Khabar Rakhna
Jadu Sitaro Ka Hai Mauka Isharo Ka Hai Mujhpe Najar Rakhna
Afsane Dil Ke Meri Najar Kah Gayi Raat Hai Katil Sun O Kafil
Akhiri Hai Ghadi Parwane Teri Shama Jal Uthi

Share your thoughts

Shama parwana, Shama parwana songs, Parwane teri sharma jal, Tu shama bane main parwana, Shama parwana balck and white songs, Rajesh khanna, Shama parwana 1954 songs, Shama, Awara badal hindi movie, Awara badal, Asha bhosle, Yeh shama to jali roshni ke liye, Awara badal movie, Awara badal 1964 movie, Awara badal full movie, Tera kam hai jalna parwane, Khanna, Lyrics, Best of asha bhosle and mahendra kapoor, Mohabbat hai kya chiz lyrics, Mohabbat hai kya chiz with lyrics