Parwaane Ko Bujhe Diye Song Lyrics from the movie/album Zameen Asmaan released in the year 2016 starring Kusum Deshpande, Jeevan. The song Parwaane Ko Bujhe Diye was sung by Kalyani Das. This movie/album was directed by Dwarka Khosla. The music was given by Kamal Dasgupta. The lyrics were Penned by Faiyyaz Hashmi. The music rights for song purely belongs to Columbia Records

Parwaane Ko Bujhe Diye Lyrics

Parwaane Ko Bujhe Diye
Par Kabhi Na Jaate Dekha
Parwaane Ko Bujhe Diye
Par Kabhi Na Jaate Dekha
Jale Diye Par Laakho Ko
Hai Jaan Lutaate Dekha
Naye Saaz Ki Lahar Mein
Sabko Mauj Manaate Dekha
Tute Taar Pe Hamne Hamne
Kisi Ko Kabhi Na Gaate Dekha

Soye Taar Pe Kisi Ko Aaj
Kisi Ko Aaj Preet Jagaate Dekha
Soye Taar Mein Kisi Ko Aaj
Kisi Ko Aaj Preet Jagaate Dekha
Chaar Aankhon Ko Chupke Chupke
Hamne Gaate Dekha

Ujde Ban Mein Basant Rut Ko
Aaj Hai Aate Dekha Kaliyon Ko Hai
Sukhi Daal Par Muskaate Dekha
Aaj Preet Ki Dulhan Ko
Ghunghat Sarkaate Dekha
Aaj Preet Ki Dulhan Ko
Ghunghat Sarkaate Dekha
Aaj Chakori Ke Man Mein
Chandaa Ko Samaate Dekha
Chandaa Ko Samaate Dekha.

Share your thoughts

Kamal dasgupta, Zameen aasmaan (1946), Kalyani das, Ek geet sunaana hai hamen, Parwane, Kalyani, Aasman, Faiyyaz hashmi, Jagmohan sursagar, Zamin, Hindi, Jagmohan, Bollywood, Ko, Songs