Paresha Ho Tum Meri Diwangi Se
Mera Koi Rishta Nahi Zindagi Se
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Paresha Ho Tum Meri Diwangi Se
Mera Koi Rishta Nahi Zindagi Se
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Mera Dard Mujhko Sambhlne Na Dega
Andhero Ki Had Se Nikalne Na Dega
Mera Dard Mujhko Sambhlne Na Dega
Andhero Ki Had Se Nikalne Na Dega
Tumhe Kya Milega Meri Dosti Se
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Na Pucho Mujhe Unse Kitne Gile Hai
Meri Ruh Ko Zakham Jinse Mile Hai
Na Pucho Mujhe Unse Kitne Gile Hai
Meri Ruh Ko Zakham Jinse Mile Hai
Nigaho Me Saye Hai Kuch Ajnabi Se
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Darane Laga Chand Phir Aasma Se
Ye Sur Mere Kano Me Pighle Kaha Se
Darane Laga Chand Phir Aasma Se
Ye Sur Mere Kano Me Pighle Kaha Se
Lo Fir Aag Dil Me Lagi Chandani Se
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Paresha Ho Tum Meri Diwangi Se
Mera Koi Rishta Nahi Zindagi Se
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Mujhe Bhul Jao Mere Dosto
Pareshan Ho Tum Meri Deewangi Se Song Lyrics from the movie/album Janam Se Pehle released in the year 2018 starring Raj Babbar, Farha. The song Pareshan Ho Tum Meri Deewangi Se was sung by Suresh Wadkar. This movie/album was directed by B R Ishara. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Naqsh Lyallpuri
Share your thoughts