Parde Me Kaun Sa Jalwa Lyrics | Shikaar | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Milind

Parde Me Kaun Sa Jalwa Lyrics | Shikaar | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Milind

Parde me kaun sa jalva dekh liya ke nach utha diwana yara dildara
Parde me kaun sa jalva dekh liya ke nach utha diwana yara dildara

Tum kya ho ambar dharti sabko nacha de roop mera mastana
Yara dildara tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera mastana yara dildara

Aisa laga ke jaise achanak sehra me gulshan khile
Pyare abhi to sau gul khilenge chalne do silsile
Koi ada haiu baki abhi kya dekha hai tumne abhi sathi koi kya
Haye alla kon sa jalva dekh liya kenach utha dilwala
Yara dildara tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera mastana yara dildara

Ab to mera tan mujhse na sambhle tum hi o sabhalo janab
Pehle hi mai to tujhpe fida hu dana na dhalo jara
Aise sama ja mujhme o balam dekhe koi to to na lage ham
Tum kya ho ambar dharti sabko nacha de roop mera mastana
Yara dildara parde me kaun sa jalva dekh liya ke
Nach utha diwana yara dildara tum kya ho ambar dharti
Sabko nacha de roop mera mastana yara dildara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *