Parchhai Song Lyrics from the movie/album Amit Sahni Ki List released in the year 2018 starring Vir Das, Vega Tamotia. The song Parchhai was sung by Sonu Nigam. This movie/album was directed by Ajay Bhuyan. The music was given by Palash Muchhal. The lyrics were Penned by Palak Muchhal

Parchhai Lyrics

Kehne Ko Toh Main Jee Raha Hoon
Dhadkan Se Saansein Hi Juda Hain
Manzil Tak Pahuncha Toh Yeh Jaana
Raste Mein Khud Ko Kho Diya Hai

Khud Ki Kya Pehchan Doon Main
Khud Se Hi Anjaan Hoon Main
Jeeta Hoon Magar Abb Zinda Hi Nahin
Jo Socha Woh Samjha Hi Nahin

Roothe Khayalon Mein Kaisi Tanhai Hai
Na Jaanu Main Hoon Ya Meri Parchhai Hai
Roothe Khayalon Mein Kaisi Tanhai Hai
Na Jaanu Main Hoon Ya Meri Parchhai Hai

Sooni Sooni Si Raaton Mein
Khaalipan Mujhko Khalta Hai
Sab Hai Magar Kuch Bhi Nahin
Tanha Tanha Se Iss Dil Mein
Koi Kaanta Kyun Chubhta Hai
Aankhon Mein Har Pal Hai Nami

Khud Ki Kya Pehchan Doon Main
Khud Se Hi Anjaan Hoon Main
Jeeta Hoon Magar Abb Zinda Hi Nahin
Jo Socha Woh Samjha Hi Nahin

Roothe Khayalon Mein Kaisi Tanhai Hai
Na Jaanu Main Hoon Ya Meri Parchhai Hai
Roothe Khayalon Mein Kaisi Tanhai Hai
Na Jaanu Main Hoon Ya Meri Parchhai Hai

Share your thoughts

Palash muchhal, Amit sahni ki list, Amit sahni ki list videos, Parchhai, Sonu nigam (musical artist), Amit sahni ki list fuck song, Amit sahni ki list songs, Parchhai official song hd, Amit sahni ki list full songs, Amit sahni ki list wat the fark, Parchhai askl, Amit sahni ki list jukebox, Parchhai full song, Amit sahni ki list full movie hd, Sonu nigam songs, Sonu nigam new songs, Aditi singh sharma (musical artist), Rahul vaidya (musical artist), Kavi shastri