Pani Pe Barse Jab Pani, Jab Ho Fizaye Deewani Lyrics | Kahin Aur Chal | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani
Fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani

Kuch dhundti hai do aankhe
Kuch khojta hai man mera
Wo kaun hai kaha par hai jiske khyal ne ghera
Pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani
Fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani

Bijli chamak chamak kar kyu hame muh chidaye jati hai
Natkhat ishare kar kar ke kyu muskuraye jati hai
Pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani
Fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *