Palchhin Palchhin Uljhi Uljhi Ek Raina
Dhadkan Dhadkan Bikhare Bikhare Si Chaina
Milo Chali Hai Gumsum Ye Khaamoshi
Kitna Bhi Samjhaau Man Ye Maane Na
Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Jeene Na De Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Jeene Na De Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Jeene Na De Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Teri Ye Bandagi
Is Dil Me Gunje Reh Rehkar
Aur Bijuri Sa Garje
Hairaan Kare Par Reh Jaaye
Baadal Ye Bin Barase
Tode Jiya Mora
Tode Jiya Ye Mora
Kaisa Jog Laaga Re
Tukado Me Bat Jaau
Phir Bhi Tute Na
Kaisi Tadpan Hai Ye Chhode Chhute Na
Thandi Pade Jo Ye So Jaaun Main
Ik Raakh Ki Lakir Ho Jaau
Main Phir Shaayad
Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Jeene Na De Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Teri Ye Bandagi
Bandagi Teri Bandagi
Ummid Ka Din Dhalte Dhalte
Keh Jaaye Kabhi Mujhase
Wo Raasta Kyun Puchhe
Jo Rutha Hai Tujhase
Jhuk Jhuk Kar Kehate Hai Mujhase Ye Armaan
Dil Ki Sun Le Karle
Khud Pe Ye Ehsaan
Is Aag Me Jo Main Pighalu Agar
Khud Se Mila Saku Na
Main Najar Phir Shaayad
Teri Bandagi Jeene Na
Jeene Na
Jeene Na De Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Teri Ye Bandagi
Palchhin Palchhin Uljhi Uljhi Ek Raina
Dhadkan Dhadkan Bikhare Bikhare Si Chaina
Milo Chali Hai Gumsum Ye Khaamoshi
Kitna Bhi Samjhaau Man Ye Maane Na
Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Jeene Na De Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Jeene Na De Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Jeene Na De Teri Bandagi
Jeene Na Jeene Na
Teri Ye Bandagi
Palchhin Palchhin Ulajhi Ulajhi Ek Raina (bandagi) Song Lyrics from the movie/album Drona released in the year 2018 starring Abhishek Bachchan, Priyanka Chopra. The song Palchhin Palchhin Ulajhi Ulajhi Ek Raina (bandagi) was sung by Roop Kumar Rathod, Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Goldie Behl. The music was given by Dhruv Ghanekar. The lyrics were Penned by Vaibhav Modi
Share your thoughts