Palat Meri Jaan Song Lyrics from the movie/album Total Siyapaa released in the year 2016 starring Ali Zafar, Yami Gautam. The song Palat Meri Jaan was sung by Ali Zafar. This movie/album was directed by E. Niwas. The music was given by Ali Zafar. The lyrics were Penned by Ali Zafar. The music rights for song purely belongs to T-Series

Palat Meri Jaan Lyrics

Halki Halki Khushboo Si Tum Ho
Jaise Subaho Ka Jaadu Ho
Dheemi Dheemi
Iss Pal Mein Tum Ho
Jaise Jharne Mein Baadal Ho
Tumhe Chhu Lun
Toh Tum Ud Jaao
Tumko Pakdo
Toh Sharma Jaao

Palat Meri Jaan
Kuch Meri Sun
Kuch Apni Suna
Mujhko Seene
Se Le Tu Laga
Meri Dhadkan
Hui Hai Jawaan
Palat Meri Jaan
Tu Mera Din Tu Meri Subah
Meri Khaamoshiyon Ki Sadaa
Mere Ishq Ki Tu Intehaa

Oas Mein Chhalki
Boondon Jaisi Ho
Subahon Mein
Chhanti Kirno Jaisi
Jis Rut Mein Ho
Khil Jaaye Woh
Geeton Mein
Lafzon Ki Tarah
Meethe Suron Ka
Ho Bayaan Hmmm

Main Palak Jhapku Tum Aa Jaao
Thandi Saanson Ko Garma Jaao
Palat Meri Jaan
Ishq Tera Hi Mera Jahaan
Rooh Mein Meri Tera Gumaan

Teri Chaahat Mein
Main Hoon Fanaa
Palat Meri Jaan
Dekha Hai Maine
Tujhme Khuda
Hai Ibaadat Teri Har Adaa
Mere Ishq Ki Tu Intehaa Ho.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Total siyapaa ali zafar movie, Ali zafar, Total siyapaa, Ali zafar song palat meri jaan, Ali zafar (musical artist), Ali zafar latest songs, Total siyapaa song palat meri jaan, Total siyapaa trailer, Ali zafar movies, Total siyapaa full songs, Total siyappa movie review | ali zafar, Palat meri jaan total siyapaa, Ali zafar movie total siyapaa, Yami gautam, Palat meri jaan, Total siyappa, Total siyapaa songs, Total siyappa songs, Alia zafar yami gautam total siyapaa movie