Pal Me Khafa Kabhi Pal Me Magan Lyrics | Zahreelay | Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal | Anand Milind

Pal Me Khafa Kabhi Pal Me Magan Lyrics | Zahreelay | Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal | Anand Milind

Pal me khafa kabhi pal me magan
Pal me khafa kabhi pal me magan
Hai bat kya aye shola badan
Kabhi tu bujhti kabhi bhadkti
Phirti ho kaha dushman hai vo jaa ka
Dhundu use mai paresha
Pal me khafa kabhi pal me magan
Hai bat kya aye shola badan
Kabhi tu bujhti kabhi bhadkti
Phirti ho kaha dushman hai vo jaa ka
Dhundu use mai paresha

Chingariya hasin aankho ki
Aye meri shama kise jalayegi aaj
Chingariya hasin aankho ki
Aye meri shama kise jalayegi aaj
Ye na puchho dekh hi jao
Ye sulagti si nazar kaise kaise chhupne wale
Cheharo se parda hatayegi aaj
Pal me khafa kabhi pal me magan
Hai bat kya aye shola badan
Kabhi tu bujhti kabhi bhadkti
Phirti ho kaha dushman hai vo jaa ka
Dhundu use mai paresha

Kaise bachoge meri nazar se
Dekho na janeman ye hai chirago ki sham
Kaise bachoge meri nazar se
Dekho na janeman ye hai chirago ki sham
In chirago ki zuba par naam kiska likha hai
Zalimo ka katlio ka
Samjho ke hai aaj kissa tamam
Pal me khafa kabhi pal me magan
Hai bat kya aye shola badan
Kabhi tu bujhti kabhi bhadkti
Phirti ho kaha dushman hai vo jaa ka
Dhundu use mai paresha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *