Paisa bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paisa bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paise ke liye
Bani re kathputli mai bhi bani
Bani re kathputli mai bhi bani
Paisa bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paise ke liye
Bani re kathputli mai bhi bani
Bani re kathputli mai bhi bani
Paiso ke dam se is jaha me
Ronak hai subah sham ki
Aise jaha me jindagi hai
Paise bina kis kam ki
Sadko pe nachu
Sadko pe nachu
Rat dil mai marji yahi ram ki
Bani re kathputli mai bhi bani
Bani re kathputli mai bhi bani
Ye dunia wale khud ko beche
Hak dusro ka mar ke
Paiso ki khatir dil diwane
Bik jaye sab kuchh har ke
Kya hai burayi
Kya hai burayi
Mai lutau nagme khushi ke pyar ke
Bani re kathputli mai bhi bani
Bani re kathputli mai bhi bani
Mera bhi dil hai dil me mere
Sapne suhane hai kayi
Jiske liye mai jan lutadu
Aisa bhi apna hai koi
Usko tamnna
Uski tamnna
Kar du puri meri tamnna hai yahi
Bani re kathputli mai bhi bani
Bani re kathputli mai bhi bani
Paisa bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paisa bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paise ke liye
Bani re kathputli mai bhi bani
Bani re kathputli mai bhi bani

