Pahle mile the sapno me
Aur aaj samne paya
Hay qurban jaun
Pahle mile the sapno me
Aur aaj samne paya
Hay qurban jaun
Tum sang jivan aise katega jaise dhup-sang chhaya
Hay qurban jaun
Ai sawali hasina dil mera tune chhina
Madhosh manzilo par tune sikhaya jina
Ai sawali hasina dil mera tune chhina
Madhosh manzilo par tune sikhaya jina
Ek jhalak se mera mukaddar tune aaj chamakaya
Hay qurban jaun
Pahle mile the sapno me
Aur aaj samne paya
Hay qurban jaun
Zulfen jo munh pe dalo to din me sham kar do
Aur benqaab nikalo to qatl-e-am kar do
Zulfen jo munh pe dalo to din me sham kar do
Aur benqaab nikalo to qatl-e-am kar do
Vo hi bachega jisko milega tere pyar ka saya
Hay qurban jaun
Pahle mile the sapno me
Aur aaj samne paya
Hay qurban jaun
Agar jhumke chalo tum ai jaan-e-zindgani
Patthar ka bhi kaleja ho jaae pani-pani
Agar jhumke chalo tum ai jaan-e-zindgani
Patthar ka bhi kaleja ho jaae pani-pani
Gore badan par kaala anchal aur rang le aaya
Hay qurban jaun
Pahle mile the sapno me
Aur aaj samne paya
Hay qurban jaun
| Movie | Zindagi |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | Ramanand Sagar |
| Music Composer | Shankar Jaikishan |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Star Cast | Rajendra Kumar, Vyjayantimala, Mehmood, Raaj Kumar, Prithviraj Kapoor, Jeevan, Dhumal, Jayant, Hiralal, Nirupa Roy, Satyajit Puri |

