Pag Pag Thokar Khaaye Song Lyrics from the movie/album Hamari Kismet released in the year 2016 starring Agha, Prakash. The song Pag Pag Thokar Khaaye was sung by Uma Devi Khatri (Tun tun). This movie/album was directed by Nari Ghadiali. The music was given by Nisar Bazmi. The lyrics were Penned by Rajjan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Pag Pag Thokar Khaaye Lyrics

Pag Pag Thokar Khaaye Jawaani
Phir Bhi Na Sharmaaye
Jawaani Pag Pag Thokar Khaaye
Pag Pag Thokar Khaaye Jawaani
Phir Bhi Na Sharmaaye
Jawaani Pag Pag Thokar Khaaye

Dil Mein Aasha Jot Jagaaye
Nain Andheraa Chhaaye
Andheraa Chhaaye
Dil Mein Aasha Jot Jagaaye
Nain Andheraa Chhaaye
Andheraa Chhaaye
Yaad Piyaa Ki
Yaad Piyaa Ki Haath Pakad Ke
Beech Dagar Le Jaaye
Yaad Piyaa Ki Haath Pakad Ke
Beech Dagar Le Jaaye
Oye Phir Bhi Na Sharmaaye Jawaani
Jawaani Pag Pag Thokar Khaaye
Pag Pag Thokar Khaaye Jawaani
Phir Bhi Na Sharmaaye
Jawaani Pag Pag Thokar Khaaye

Dil Ki Umangen
Aankhon Ki Shokhi
Dil Ki Umangen
Aankhon Ki Shokhi
Dhoondhti Kya Hain
Kya Hain Khoti
Kya Hain Khoti
Dhoondhti Kya Hain
Kya Hain Khoti
Kya Hain Khoti
Dekhne Waale
Dekhne Waale Tuk Tuk Dekhen
Poochh Na Koi Paaye
Dekhne Waale Tuk Tuk Dekhen
Poochh Na Koi Paaye
Oye Aur Bhi Machli Jaaye Jawaani
Jawaani Pag Pag Thokar Khaaye
Pag Pag Thokar Khaaye Jawaani
Phir Bhi Na Sharmaaye
Jawaani Pag Pag Thokar Khaaye

Pee Ki Boli Bol Papihaa
Bhed Jiyaa Ke Khole
Koyaliyaa Boley
Pee Ki Boli Bol Papihaa
Bhed Jiyaa Ke Khole
Koyaliyaa Boley
San San San San
San San San San Aaj Hawaa Bhi
Preet Ka Raag Sunaaye
San San San San Aaj Hawaa Bhi
Preet Ka Raag Sunaaye
Hoy Mann Hi Mann Itraaye Jawaani
Jawaani Pag Pag Thokar Khaaye
Pag Pag Thokar Khaaye Jawaani
Phir Bhi Na Sharmaaye
Jawaani Pag Pag Thokar Khaaye.

Share your thoughts

Hamari kismet, Nisaar bazmi, Tu nazar milaye jaa, Mat gaa re mat gaa re, T. r. rajakumari songs, Maai ri main toh madhuban mein, Mann bhavan saawan aaya, Tun tun, Tuntun, Ek teri nishani, Nadiya kinare ram, Sajna re aaja re…o saajna, Mera husn lootne aaya albela, Uma devi, Nagara dance, Rare hindi song, M. k. radha songs, Solva saal (film), Chandralekha 1948, Sanjh ki bela jiya akela, Naache ghoda naache ghoda, Kaun, Devi, Naushad, Filmigaane, 40s hindi songs