Pada Jina Tere Bin Lyrics | Pardesi Babu (1998) | Seema, Udit Narayan | Anand Raj Anand

(Pada jina tere bin, meri jaan to mein jivan se
Keh dungi na bhai na) – (2)

Yaar bina nahi jina mujhako
Pyaar bina nahi jina mujhako
Bas haan

(Pada jina tere bin, meri jaan to mein jivan se
Keh dungi na bhai na) – (2)

(Mein jaanu mera dil jaane
Din tujh bin kaise gujare) – (2)

Najare tujhako yuun tarase, jaise phul ko bhaware

Tu sang toh sang khushiya mere

Rang gayi mein rang mein tere
Hona nahi mujhase juda, bas haaan

(Pada jina tere bin, meri jaan to mein jivan se
Keh dungi na bhai na) – (2)

(Piya mere mann jale, yaadon ki agan mein
Chale aao chale aao nir hai nayan mein) – (2)

Roti hoon gin gin ke taare, dhadkan tera naam pukaare
Khwaab teri dekhe ankhiyan

(Pada jina tere bin, meri jaan to mein jivan se
Keh dungi na bhai na) – (2)

Dil jab hota deewaana hota hai, usape hota began hota hai
Par jiska naam likha hai, usake pe to aahi jata hai

Yaar bina nahi jina mujhako, pyaar bina nahi jina mujhako
Bas haan

Pada jina tere bin, meri jaan to mein jivan se
Keh dunga na bhai na

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *