Oye Naukar Sarkari Song Lyrics from the movie/album Jurrat released in the year 2016 starring Shatrughan Sinha, Kumar Gaurav. The song Oye Naukar Sarkari was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by David Dhawan. The music was given by Rahul Dev Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to T-Series

Oye Naukar Sarkari Lyrics

Oye Naukar Sarkari
Oye Naukar Sarkari
Kar Lahk Jatan Main Hari
Oye Naukar Sarkari
Kar Lahk Jatan Main Hari
Tujhse Shadi Karke Bhi
Haye Main To Rahu Kuwari
Oye Naukar Sarkari
Kar Lahk Jatan Main Hari
Tujhse Shadi Karke Bhi
Haye Main To Rahu Kuwari

Are Subah Sawere Kam Pe Jaye
Der Se Wapas Sham Ko Aaye
Are Subah Sawere Kam Pe Jaye
Der Se Wapas Sham Ko Aaye
Sara Din Mujhko Tadpaye
Jalti Rahi Ghunghat Mein
Haye Main To Laz Ki Mari
Tujhse Shadi Karke Bhi
Haye Main To Rahu Kuwari
Oye Naukar Sarkari
Kar Lahk Jatan Main Hari
Tujhse Shadi Karke Bhi
Haye Main To Rahu Kuwari

Tujhko Sare Shahar Ka Gum Hai
Bhul Gaya Tu Mera Balam Hai
Tujhko Sare Shahar Ka Gum Hai
Bhul Gaya Tu Mera Balam Hai
Kam Jyada Fursat Kam Hai
Jane Kab Aayegi
Haye Mere Pyar Ki Bari
Tujhse Shadi Karke Bhi
Haye Main To Rahu Kuwari
Oye Naukar Sarkari
Kar Lahk Jatan Main Hari
Tujhse Shadi Karke Bhi
Haye Main To Rahu Kuwari

Is Duniya Se Door Nikal Le
Pyar Ki Thandi Aag Mein Jalle
Is Duniya Se Door Nikal Le
Pyar Ki Thandi Aag Mein Jalle
Aaja Apne Naam Badal Le
Main Bulbul Ban Jau Tu
Banja Aaj Shikari
Tujhse Shadi Karke Bhi
Haye Main To Rahu Kuwari
Oye Naukar Sarkari
Kar Lahk Jatan Main Hari
Tujhse Shadi Karke Bhi
Haye Main To Rahu Kuwari.

Share your thoughts

Asha bhosle | suresh wadkar, Jurrat, Kumar gaurav, Kumar gaurav songs, Kumar gaurav movies, Anand bakshi r d burman music, Koi haseena jab rooth jaati with lyrics, R.d. burman, Jurrat songs, Jurrat movie songs, Kishore kumar, Marriage, Lata mangeshkar, Hindi romantic songs, Lata mangeshkar songs, Dharmendra, Hema malini, Guri gangland, Romantic songs, Sanam teri kasam, Inkaar movie songs, Laxmikant pyarelal, Teri kasam full movie, Kis kaaran naiya doli