Om Namah Shivay Song Lyrics from the movie/album Shiv Shakti released in the year 2015 starring Dara Singh Randhawa, Jayashree Gadkar. The song Om Namah Shivay was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Satish Kumar. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Bharat Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Om Namah Shivay Lyrics

Om Namah Shivay
Om Namah Shivay

Sachai Ka Suraj Nikala
Dharam Ki Hoti Jai Jai Kar
Shiv Shakti Ke Sahare Naiya
Ho Jati  Bhav Sagar Par
Sachai Ka Suraj Nikala
Dharam Ki Hoti Jai Jai Kar
Shiv Shakti Ke Sahare Naiya
Ho Jati  Bhav Sagar Par
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay

Din Dukhi Jo Bhi Sansari Shiv
Ke Dware Pe Aata
Pa Kar Ke Vardan Daya Ka
Uska Dukh Mit Jata
Din Dukhi Jo Bhi Sansari Shiv
Ke Dware Pe Aata
Pa Kar Ke Vardan Daya Ka
Uska Dukh Mit Jata
Madhuban Phoolo Ka Bana Jata
Uske Kato Ka Sansar
Shiv Shakti Ke Sahare Naiya
Ho Jati  Bhav Sagar Par
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay

Hotho Par Hai Nam Piya Ka Or
Ankho Me Pani
Hotho Par Hai Nam Piya Ka Or
Ankho Me Pani
Atyacharo Se Takrati Dekho Prem
Sachai Ka Suraj Nikala
Dharam Ki Hoti Jai Jai Kar
Shiv Shakti Ke Sahare Naiya
Ho Jati  Bhav Sagar Par
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Diwani

Janam Janam Ka Sang Hai Jinka Unka
Sang Na Chute
Pran Bhale Hi Jaye Shiv
Ki Bhakti Kabhi Na Tute
Chur Chur Ho Kar Reh Jaye
Zulmi Duniya Ki Diwar
Shiv Shakti Ke Sahare Naiya
Ho Jati  Bhav Sagar Par.

Share your thoughts

No Keywords