Oh Jaaniya Lyrics  | Wedding Pullav | Anushka Rajan, Diganth, Sonalli Sehgall | Anushka S Ranjan, Diganth | Salim-Sulaiman

Oh Jaaniya Lyrics | Wedding Pullav | Anushka Rajan, Diganth, Sonalli Sehgall | Anushka S Ranjan, Diganth | Salim-Sulaiman

Soch mein hoon zara
Ye kya ho gaya
Lag raha hai mujhe
Sab naya naya

Oh jaaniya
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya

Chhid gaya tu aap hi
Tu wo saaz hai
Khul gaya aap hi
Tu woh raaz hai

Oh janiya
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya

Khwaboon ne guzarishen ki
Aankhon ne shikayatein ki
Neend aayi na haaye
Saanson ne sifarishein ki
Dilon ne himakatein ki
Hui intehaa haaye
Dil ko lihaza pyar ho gaya

Jaise honthon pe halki si
Aai hai hansi lekin
Aankhen ye geeli ho
Tu hai wo aansu jaaniya

Haan oh waise naadan hu
Hairaan hu thoda paresaan hoon
Samjhaun kya khud ko
Hans do yaa rau doon jaaniya

Haan jaagi inn khawahishon ko
Kaise main sulaaun jaaniya
Haan jo bhi ho raha hai
Kaise main chhupaun jaaniya

Oh jaaniya
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *