Mere Toh Saare Sawere
Baahon Mein Teri Tehre
Meri Toh Saari Shamein
Tere Saat Dal Rahi Hai (2 Times)
Thoda Sa Bi Shak Na Karna
Tumse Mera Jeena Marna
Tum Chal Rahey Ho Toh Sansein
Mere Saat Chal Rahi Hain
Oh Humsafar, O Humnava..
Besharth Main Tera Hua
Pass Aao Main Tumhe
Dekh Loon Kareeb Se
Aankon Ko Ye Raahaten
Milti Hain Naseeb Se (2 Times)
Baazuon Mein Tum Muje
Betahasha Gere Ho
Kal Ki Fikrr Hai Kisko
Tum Abi Toh Mere Ho
Main Sirf Tera Rahoonga
Tujse Hai Waada Ye Mera
Tu Mang Le Muskura Ke
Mera Pyaar Hak Hai Tera
Oh Humsafar, O Humnava..
Besharth Main Tera Hua (2 Times)
Aaja Zindagi Tujhse
Aadhi Aadhi Baant Loon
Meri Subah Tu Jee Le
Teri Shab Main Kaat Loon (2 Times)
Aur Kuch Kuda Na De
Toh Bhi Usko Maafi Hai
Pyaar Tera Mil Gaya
Sirf Ithna Kaafi Hai
Chahey Jahan Se Chalun Main
Tujpe Hi Aakey Ruku Main
Ab Dil Mein Rakh Na Sakunga
Koyi Doosra Junoon Main
Oh Humsafar, O Humnava..
Besharth Main Tera Hua (2 Times)
Share your thoughts