Odhli Chunariya Lyrics | Pyaar Kiya To Darna Kya | Alka Yagnik, Kumar Sanu

Odhli Chunariya Lyrics | Pyaar Kiya To Darna Kya | Alka Yagnik, Kumar Sanu

Odhli chunariya tere naam ki

Tere pyar mein doob gaye hain
Hum khud ko hi bhool gaye hain
O mere dildaar

Odhli chunariya tere naam ki
Odhli chunariya tere naam ki
Chahe duniya jo bhi soche
Humko karna pyar
Pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya

Odhli chunariya tune mere naam ki
Odhli chunariya tune mere naam ki
Chahe duniya jo bhi soche
Humko karna pyar
Pyar kiya to darna kya
O jab pyar kiya to darna kya
Odhli chunariya tere naam ki

Tanha tanha tha ye dil
Khoya khoya tha ye dil
Bechaini ka aalam tha
Soona mann ka aangan tha

Jabse tumho mile
Mit gaye sab gile
Jabse tumho mile
Mit gaye sab gile
Maine bhi tey kiya hai
Aayegi teri doli mere hi angna

Odhli chunariya
Tune mere naam ki
Chahe duniya jo bhi
Soche humko karna pyar
Pyar kiya to darna kya
O jab pyar kiya to darna kya
Odhli chunariya tere naam ki

Tauba tauba ye aankhein
Kehti hain sau sau baatein
Jaane kaisa jadoo hai
Mera dil beqaabu hai

Rabse jab maanga
Bas tujhe maanga
Rabse jab maanga
Bas tujhe maanga
Pyar ki bindiya chamka de tu
Mujhko kangan pehna de tu
Karde shagun sajna

Odhli chunariya tere naam ki
Chahe duniya jo bhi
Soche humko karna pyar
Pyar kiya to darna kya
O jab pyar kiya to darna kya
Odhli chunariya tere naam ki.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *