[Shaan]
Tum Mile Toh Hai Mili
Jaise Mujko Zindagi
Jagi Hai Mujhme Kuch Umeede Nayi
Khili Hai Jese Roshani
Banke Honthon Pe Hasi
Jage Hai Jaise Naye Sapne Kayi
[Shreya Shaleen]
Ab Na Hathon Ko Hathon Se Chhodna
[Shaan]
Tum Mujhse Muh Na Modna
Tum Mile Toh Hai Mili
Jaise Mujko Zindagi
Jagi Hai Mujhme Kuch Umeede Nayi
O Saheba Saheba
O Saheba Saheba
Tum Na Aao
Phir Aake Fariyaad Mein
Aisa Kuch Ta Karo Ke Raahon Saamne
[Shreya Shaleen]
Kaisi Bhi Mushkil Ho Jaaye Khade
Dhoonde Naa Hum Kabhi
Hathon Ko Yun Thaam Le
[Shaan]
Tum Mile To Jeet Ka Matlab Samaj Mein Aagaya
Aab To Haar Jaise Fitrat Mein Nahi
Tum Mile Toh Hai Mili
Jaise Mujko Zindagi
Jagi Hai Mujhme Kuch Umeede Nayi
O Saheba Saheba
O Saheba Saheba
[Shreya Shaleen]
Tumse Hi Tumse Hai Mera Jahan
Tum Jo Na Ho Agar Toh Mein Jaau Kahaan
[Shaan]
Hai Mujko Lagta Hai Anjaana Sheher
Anjaani Si Ye Zameen Anjaana Sa Aasmaan
Tum Mile To Jeene Ka
Jaise Reason Mujko Mila
Ab To Marne Ki Fursat Nahi
Tum Mile Toh Hai Mili
Jaise Mujko Zindagi
Jagi Hai Mujhme Kuch Umeede Nayi
O Saheba Saheba
O Saheba Saheba
O Saheba Song Lyrics from the movie/album Love Day - Pyaar Ka Din. The song O Saheba was sung by Shaan, Shreya Shaleen. The music was given by Sumesh Himanshu. The lyrics were Penned by Sumesh Himanshu. The music rights for song purely belongs to T Series
Share your thoughts