O priya
O priya
Jaane kaisa bheega bheega bheega hai
Sama naya naya
Priye bata zara
Lage kyun sab naya naya
O priya
Purab ki pehli
Tu mehki hawa hai
Sawan ki pehli
Tu chanchal ghata hai
Meri kalpana ki
Tu pehli hai kavita
Hai sabse nirali
Tu hi prem sarita
Jadu kaisa dhire dhire dhire
Chha raha naya naya
Priye bata zara
Lage kyun sab naya naya
O piya
Jaane kaisa bheega bheega bheega hai
Sama naya naya
Priye bata zara
Lage kyun sab naya naya
O piya
O priya

