O Piya Jana Na Meri Raato Ki Neende Udana Na Song Lyrics from the movie/album Oomar Qaid released in the year 2018 starring Sheikh Mukhtar, Sudhir. The song O Piya Jana Na Meri Raato Ki Neende Udana Na was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Aspi Azad. The music was given by Iqbal Qureshi. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

O Piya Jana Na Meri Raato Ki Neende Udana Na Lyrics

O Piya Jaana Na
O Piya Jaana Na
O Piya Jaana Na
O Piya Jaana Na
Meri Raaton Ki Nindein Udaana Na
O Piya Jaana Na

Hum Se Tu Hoke Khafa
Chhod Ke Humko Na Jaa
Hum Se Tu Hoke Khafa
Chhod Ke Humko Na Jaa
Kya Huyi Humse Khata
Humko Itna To Bata
Humko Tadpana Na
O Piya Jaana Na
Humko Tadpana Na
O Piya Jaana Na
Meri Raaton Ki Nindein Udaana Na
O Piya Jaana Na

Ruk To Jaa Mere Sanam
Tujhko Ulfat Ki Kasam
Ruk To Jaa Mere Sanam
Tujhko Ulfat Ki Kasam
Dil Ka Daaman Na Chhuda
Haay Mar Jaayenge Hum
Humko Tarsana Na
O Piya Jaana Na
Humko Tarsana Na
O Piya Jaana Na
Meri Raaton Ki Nindein Udaana Na
O Piya Jaana Na

Pyaar Ka Saaz Ho Tum
Dil Ki Aawaaz Ho Tum
Pyaar Ka Saaz Ho Tum
Dil Ki Aawaaz Ho Tum
Husn Ka Naaz Ho Tum
Ishq Ka Raaz Ho Tum
Hum Ko Thukrana Na
O Piya Jaana Na
Hum Ko Thukrana Na
O Piya Jaanaa Na
Meri Raaton Ki Nindein Udaana Na
O Piya Jaana Na

Share your thoughts

Meri raaton ki neenden udana na, Asha bhosle, Best of iqbal qureshi, Iqbal qureshi, Qureshi1, Best of asha bhosle, Chand qadri chote majid shola, Asha bhosle hits, Asha bhosle songs, Hindi songs lyrics, O piyaa jana na, Hindi lyrics, Iqbal, Asha bhosle old songs, Oomar qaid, Asha bhosle old songs playlist, Oomar qaid songs, Dilip kumar, Chand qadri chal kahin aur chal, O mere sanwarya, Kumar, Chand qadri bayan, Best of hasrat jaipuri, Best of sudhir and nazima