O Pavan Veg Se Udane Vaale Ghode
Tujh Pe Savaar Hai Jo Meraa Suhaag Hai Vo
Rakhiyo Re Aaj Unki Laaj Ho
O Pavan Veg Se Udane Vaale Ghode
Tere Kadho Par Aaj Bhar Hai Mevad Ka
Karna Padega Tujhako Samna Pahad Ka
Haldi Ghati Nahi Hai Kam Koi Khilavad Ka
Dena Javab Vahan Shero Ki Dahad Ka
Ghadiya Tufan Ki Hai Tere Imtahan Ki Hai
Ghadiya Tufan Ki Hai Tere Imtahan Ki Hai
Rakhiyo Re Aj Unki Laaj Ho
O Pavan Veg Se Udane Vaale Ghode
Tujh Pe Savaar Hai Jo Meraa Suhaag Hai Vo
Rakhiyo Re Aaj Unki Laaj Ho
O Pavan Veg Se Udane Vaale Ghode
O Pavan Veg Se Udane Vaale Ghode Song Lyrics from the movie/album Jai Chittod released in the year 2018 starring Nirupa Roy. The song O Pavan Veg Se Udane Vaale Ghode was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Jaswant Zaveri. The music was given by S N Tripathi. The lyrics were Penned by Bharat Vyas
Share your thoughts