O Mujhe Teri Chahat Ke Gam Ki Kasam
Jamane Ki Har Ek Kasam Ki Kasam
Mai Tere Liye Hu Tu Mere Liye
Sitamgar Tere Har Sitam Ki Kasam
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Tune Mujhe Jo Jakhm Diye Un Jakhmo Ko Nahi Sina
Nahi Jina Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Ho Is Dil Se Arman Ye Nikale Ek Hi Ghut Me Jaan Ye Nikale
Ho Is Dil Se Arman Ye Nikale Ek Hi Ghut Me Jaaan Ye Nikale
Zeher Judayiwala Ghunt Ghunt Nahi Pina
Nahi Jina Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Tune Mujhe Jo Jakhm Diye Un Jakhmo Ko Nahi Sina
Nahi Jina Nahi Jina O Tere Bin Nahi Jina
Ye Teri Yado Ka Mosam Pyar Bhare Wadon Ka Mausam
Ye Teri Yado Ka Mosam Pyar Bhare Wadon Ka Mausam
Iss Mosam Ke Bichde Shayad Mile Kabhi Na
Nahi Jina Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Tune Mujhe Jo Jakhm Diye Un Jakhmo Ko Nahi Sina
Nahi Jina Nahi Jina O Tere Bin Nahi Jina
Ho Ishq Ibadat Ishq Hai Puja Ishq Khuda Ka Naam Hai Duja
Ho Ishq Ibadat Ishq Hai Puja Ishq Khuda Ka Naam Hai Duja
Ye Dil Mathura Kashi Kaba Aur Madina
Nahi Jina Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Nahi Jina Nahi Jina O Tere Bin Nahi Jina
O Mujhe Teri Chaahat Ke, Dil Men Aag Lagaae Song Lyrics from the movie/album Alag Alag released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Tina Munim. The song O Mujhe Teri Chaahat Ke, Dil Men Aag Lagaae was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts