O Mere Dildar Na Kar Tu Inkar Song Lyrics from the movie/album Choron Ka Chor released in the year 2018 starring Dara Singh Randhawa, Shabnam. The song O Mere Dildar Na Kar Tu Inkar was sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. This movie/album was directed by Mohd Husain. The music was given by N Datta. The lyrics were Penned by Farooq Qaiser

O Mere Dildar Na Kar Tu Inkar Lyrics

O Mere Dildar Are Na Kar Tu Inkar
Mere Dil Me Basna
Meri Aankho Me Rahna
Mere Dil Me Basna
Meri Aankho Me Rahna
O Mere Dildar Kar Dungi Ikrar
Tum Itna Karna Kisi Se Ye Nahi Kahna Na
Tum Itna Karna Kisi Se Ye Nahi Kahna Na
Haye Mere Dildar

Laj Ke Parde Aaj Hata De
Jaan Gaye Hum Tere Irade
Khaale Kasme Kar Le Vada
Kaisi Kasme Kaise Vade
Hum To Thahre Sidhe Sadhe
Chahe Bana De Chahe Mita De
O Mere Dildaar Are Na Kar Tu Inkar
Mere Dil Me Basna
Meri Aankho Me Rahna
Mere Dil Me Basna
Meri Aankho Me Rahna
O Mere Dildar

Pyar Ye Tere Jaan Se Pyara
Chhute Kabhi Na Sang Hamara
Mai Hu Nadiya Tu Hai Kinara
Naino Me Ye Rup Samaya
Haar Ke Sab Kuch Tujhko Paya
Mai Hu Darpan Tu Hai Chhaya
O Mere Dildar Kar Dungi Ikraar
Tum Itna Karna Kisi Se Ye Nahi Kahna Na
Tum Itna Karna Kisi Se Ye Nahi Kahna Na
O Mere Dildar Are Na Kar Tu Inkar
Mere Dil Me Basna
Meri Aankho Me Rahna
Mere Dil Me Basna
Meri Aankho Me Rahna
O Mere Dildar O Mere Dildar

Share your thoughts

Tere husn ki kya tareef karoon lyrics, Asha bhosle, Tere husn ki kya tarif karun lyrics, Tere husn ki kya tarif karu karaoke with lyrics, Lyrics of tere husn ki kya tarif karun, Ek nazar mein bhi pyar hota hai lyrics in english, Tere husn ki kya tarif karun lata mangeshkar & mohammed rafi, Lata mangeshkar & mohammed rafi tere husn ki kya tarif karun, Mohammed rafi and suman kalyanpur, Mohammed rafi, Dil ne dil ko pukara with lyrics, Tanushree datta, Asha bhosle songs