O Lag Gain Ankhiyaan Tum Se Mori Song Lyrics from the movie/album Jeevan Jyoti released in the year 2018 starring Shammi Kapoor, Chand Usmani. The song O Lag Gain Ankhiyaan Tum Se Mori was sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Mahesh Kaul. The music was given by Sachin Dev Burman. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi

O Lag Gain Ankhiyaan Tum Se Mori Lyrics

O Lag Gayi Ankhiyaan Tum Se Mori
Lag Gayi Ankhiyaan Tum Se Mori
Lag Gayi Ankhiyaan
O More Baalam O More Sanam
O More Saajan Tum Se Mori
Lag Gayi Akhiyaan Haaye Raam

Sharm Kho Hi Gayi Laaj Kho Hi Gayi
Haay Haay Re Raam Haay Raam Haay Haay Haay Raam
Mai To Duniyaa Se Hi Aaj Kho Hi Gayi
Sharm Kho Hi Gayi Laaj Kho Hi Gayi
Mai To Duniyaa Se Hi Aaj Kho Hi Gayi
Ahaa Haa Haa Ye Kahaani Nayi Sun Lo
Saari Duniyaa Se Hi Mai To Kho Gayi
Par Kisliye
O Lag Gayi Ankhiyaan
O More Baalam O More Sanam
O More Saajan Tum Se Mori
Lag Gayi Akhiyaan Haaye Raam

Aaj Meri Nazar Ko Chamak Mil Gayi
Dil Ko Ik Mithi Mithi Kasak Mil Gayi
O Kasak Mil Gayi
O More Baalam O More Sanam
O More Saajan Tum Se Mori Lag Gayi
O Lag Gayi Ankhiyaan Tum Se Mori

Man Ke Taaro Me Laharaayi Masti Ki Dhun
Anaginat Paayale Baj Uthi Chhun Chhunan Chhun Chhunan
Man Ke Taaro Me Laharaayi Masti Ki Dhun
Anaginat Paayale Baj Uthi Chhun Chhunan Chhun Chhunan
O More Baalam O Mere Sanam
O Sanam Tumpe Mori Lag Gayi Ankhiyaan
Haaye Raam Lag Gayi Ankhiyaan
Lag Gayi Ankhiyaan
Lag Gayi Ankhiyaan

Share your thoughts

Chhoti si kahani se barishon ke pani se lyrics, Chhoti si kahani se lyrics, Mohammad irfan, Geeta dutt, Meena kumari, Lyrics, S d burman, R d burman, S.d. burman, Best of r d burman, Geeta, Geeta bali, Gori baiyaa tope vaar du, Chhoti si kahani se lyrical video song, Majrooh sultanpuri, Mere saajan hain us paar, Chhoti si kahani se from ijaazat, Chhoti si kahani se, Asha bhosle chhoti si kahani se from ijaazat, Chhoti si kahani se song, Chhoti si kahani se asha bhosle