O krishn kanhai – 4
Aashao ki duniya
Me hai kyun aag lagai
O krishn kanhai – 2
(Kya unch nich tere
Yaha par bhi bhagwan
Aisa nahi to kyu
Hai ye sasar me tufan) – (2)
Pine ko hai taiyar
Lahu bhai ka bhai
O krishn kanhai – 2
Duniya ke bhed bhav
Ko bhagwan mita de – 2
Bichhade huo ko
Phir se ek baar mila de
Ek baar mila de
Gopal mere – 3
Qaid se de de tu rihai
Aashao ki duniya
Me hai kyu aag lagai
O krishn kanhai – 2
Niradhan ko ye dhanwan
Samjhate nahi insan
Maya ke pujari
Bane khud baithe hai bhagwan
(Isaaf na karna tha
To kyu duniya basai) – (2)
O krishn kanhai – 2
Aashao ki duniya
Me hai kyu aag lagai
O krishn kanhai – 2

