O Kanta Babulwa Ka Chubh Gayo Lyrics | Shera Daku | Asha Bhosle | Ganesh

O Kanta Babulwa Ka Chubh Gayo Lyrics | Shera Daku | Asha Bhosle | Ganesh

O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo o balma
Ho balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi
Ho balma hath pakad mar gayi
O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo

Chain na aaye dard ke mare
Chain na aaye dard ke mare
Tadpu deepak ki lau jaise
Ek rang aaye ek rang jaye
Chand gahan me ab ho jaise
Chand gahan me ab ho jaise balma
Ho balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi
Ho balma hath pakad mar gayi
O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo

Sab dushman hai is yowan ke
Sab dushman hai is yowan ke
Kya kate kya phul kya bhawra
Tan ki agni man ko fuke
Kya gajra kya kala kajra
Kya gajra kya kala kajra balma ha
O balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi
O balma hath pakad mar gayi mar gayi re
O kata babulwa ka chubh gayo
Lahu se pav mera rang gayo

Lagi bairan haye pawan ki
Lagi bairan haye pawan ki
Lakh sambhala aanchal dhalka
Dil se thandi aahe nikli
Naino se kuch sagar chalka
Naino se kuch sagar chalka
O balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi
O balma hath pakad mar gayi mar gayi re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *