O jiska sathi hai bhagwan
Usko kya rokega
Aandhi aur tufan
O jiska sathi hai bhagwan
Usko kya rokega
Aandhi aur tufan
Jiska sathi hai bhagwan
Gagan chur ho jaye
Jamin chahe
Sagar me dhas jaye
Gagan chur ho jaye
Jamin chahe
Sagar me dhas jaye
Tufano ki god me chahe
Sara jag kho jaye
Panv na rukne paye
O jiska sathi hai bhagwan
Usko kya rokega
Aandhi aur tufan
Jiska sathi hai bhagwan
Jiske shish pe hath hazaro
Chhu na koyi payega
Jiske shish pe hath hazaro
Chhu na koyi payega
Hari nam se
Ye parwat bhi tinka ban jayega
Dhul me mil jayega
O jiska sathi hai bhagwan
Usko kya rokega
Aandhi aur tufan
Jiska sathi hai bhagwan
Bhakt aur hari ka bandhan to
Jo deepak aur bati
Bhakt aur hari ka bandhan to
Jo deepak aur bati
Usi jyoti se ye jalti hai
Usme hi mil jati
Deh amar ho jati
O jiska sathi hai bhagwan
Usko kya rokega
Aandhi aur tufan
Jiska sathi hai bhagwan
Jiska sathi hai bhagwan
Jiska sathi hai bhagwan

