O Jaane Wale Balamwa Laut Ke Aa Lyrics | Ratan | Amirbai Karnataki, Shyam Kumar | Naushad

O Jaane Wale Balamwa Laut Ke Aa Lyrics | Ratan | Amirbai Karnataki, Shyam Kumar | Naushad

O jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
Ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
O jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
Ja mai na tera balamwa bewafa bewafa

Tere bin mera jiya lage na kahi bhi piya
Haye lage na yad nahi chode teri
Dunia andheri meri ab jau kaha
Dil ko le sarka hai dard piya laut ke aa laut ke aa
Dil ko le sarka hai dard piya laut ke aa laut ke aa
O jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
Ja mai na tera balamwa bewafa bewafa

Ghadi ghadi panghat pe aana
Jhuth muth ki preet jatana
Phir aur kisi se aanhk mila kar jana mujhe yad hai
Jhutho se kahe bolu ja ri ja bewafa bewafa
Jhutho se kahe bolu ja ri ja bewafa bewafa
O jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
Ja mai na tera balamwa bewafa bewafa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *