O Duniyaa Banaane Waale Kyaa Yahi Hai Duniyaa Teri Lyrics | Sindoor | Amirbai Karnataki | Khemchand Prakash

O Duniyaa Banaane Waale Kyaa Yahi Hai Duniyaa Teri Lyrics | Sindoor | Amirbai Karnataki | Khemchand Prakash

O duniyaa banaane waale
Kyaa yahi hai duniyaa teri
O duniyaa banaane waale
Kyaa yahi hai duniyaa teri

Is duniyaa ki bhari sabhaa me
Is duniyaa ki bhari sabhaa me
Lut gayi duniyaa meri
Lut gayi duniyaa meri
Kyun lut gayi duniyaa meri
O duniyaa banaane waale
O duniyaa banaane waale
Kyaa yahi hai duniyaa teri
O duniyaa banaane waale
Kyaa yahi hai duniyaa teri

Dil me dukh honto par aahe
Dil me dukh honto par aahe
Sar par hai ghanaghor ghataaye
Sar par hai ghanaghor ghataaye
O chaand banaane waale
E chaand banaane waale
Kyun meri raat andheri
O duniyaa banaane waale
O duniyaa banaane waale
Kyaa yahi hai duniyaa teri
O duniyaa banaane waale
Kyaa yahi hai duniyaa teri

Dukhiyo ke ghar aataa hai tu
Dukhiyo ke ghar aataa hai tu
Dukh ki aag bujhaataa hai tu
Dukh ki aag bujhaataa hai tu
O aag bujhaane waale
Kyun jal gayi nagari meri
Jal gayi nagari meri
Kyun jal gayi nagari meri
O duniyaa banaane waale
O duniyaa banaane waale
Kyaa yahi hai duniyaa teri
O duniyaa banaane waale
Kyaa yahi hai duniyaa teri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *