O Duniya Banane Vale Bata
Anjam Hamara Kya Hoga
O Duniya Banane Vale Bata
Anjam Hamara Kya Hoga
Takdir Khafa Tadbir Khafa
Jine Ka Sahara Kya Hoga
O Duniya Banane Vale Bata
Anjam Hamara Kya Hoga
O Duniya Banane Vale Bata
Hans Hans Ke Hume Koi Lut Gaya
Hans Hans Ke Hume Koi Lut Gaya
Kismat Ka Sitara Tut Gaya
Ae Falak Bata Barkhati Ka
Ab Or Kinara Kya Hoga
O Duniya Banane Vale Bata
Anjam Hamara Kya Hoga
O Duniya Banane Vale Bata
Gujre Huye Din Tadpane Lage
Gujre Huye Din Tadpane Lage
In Aankh Me Aansu Aane Lage
In Aankh Me Aansu Aane Lage
Roti Huyi Aankho Ke Aage
Savan Ka Najara Kya Hoga
O Duniya Banane Vale Bata
Anjam Hamara Kya Hoga
Takdir Khafa Tadbir Khafa
Jine Ka Sahara Kya Hoga
O Duniya Banane Vale Bata
O Duniya Banane Wale Bata Song Lyrics from the movie/album Husn Ka Chor released in the year 2018 starring Mahipal, Usha Kiran. The song O Duniya Banane Wale Bata was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by J B H Wadia. The music was given by Bulo C Rani. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan
Share your thoughts