O Chalo Rani Karo Na Manmani
Goriya Chal Ke Dekho Na
Goriya Chal Ke Dekho Na
Hamare Bangle Ki Bahaar
Goriya Chal Ke Dekho Na
Mai To Hu Dharti Gagan Tum Babu
Ankhiya Man Ki Dekho Na
Hamra Tumra Kaisa Pyar
Goriya Chal Ke Dekho Na
Sone Ka Bangla Chandi Ki Khidki
Khidki Me Chilman Resham Ki
Moti Ka Haar Kangan Heere Ka
Ek Hai Kami Tere Gam Ki
Padu Tori Paiya Pakad Mori Baiya
Hamare Bangle Ki Bahar
Goriya Chal Ke Dekho Na
Ankhiya Man Ki Dekho Na
Man Ka Bangla Nainan Ki Khidki
Ulfat Ki Chilman Ho To Chalu
Heere Ka Kangan Tumko Mubarak
Prem Ka Bandhan Ho To Chalu
Ulfat Ka Bandhan Kangan Nahi Babu
Ankhiya Man Ki Dekho Na
Hamra Tumra Kaisa Pyar
Ankhiya Man Ki Dekho Na
Goriya Chal Ke Dekho Na
Chalne Wala Prem Dagar Ka
Unch Aur Nich Na Jane Re
Kya Hai Pagal Sara Jamana
Maane Manva Ek Na Mane Re
Manva Ek Na Mane Re
O Chalo Rani Karo Na Manmani
Goriya Chal Ke Dekho Na
Mai To Hu Dharti Gagan Tum Babu
Ankhiya Man Ki Dekho Na
Goriya Chal Ke Dekho Na
O Chalo Rani Karo Na Manmani Song Lyrics from the movie/album Sau Ka Note released in the year 2018 starring Karan Dewan, Geeta Bali. The song O Chalo Rani Karo Na Manmani was sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Yashwant Pethakar. The music was given by S Mohinder. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts