O Babu
O Babu Aabaad Rahega Duniya Ka Ye Mela
O Babu Aabaad Rahega Duniya Ka Ye Mela
Koi Sang Rahe Preetam Ke
Koi Sang Rahe Preetam Ke
Koi Rahe Akela
O Babu Aabaad Rahega Duniya Ka Ye Mela
Yahi Raup Se Pyaar Kiya Fir
Tu Kyu Aankh Churaaye
Yahi Raup Se Pyaar Kiya Fir
Tu Kyu Aankh Churaaye
Ye Jaadu Ka Khel Hai Babu Jo Maange Mil Jaaye
Ye Jaadu Ka Khel Hai Babu Jo Maange Mil Jaaye
Har Panchhi Ne Sath Dhunda
Tu Kyu Ude Akela
Har Panchhi Ne Sath Dhunda
Tu Kyu Ude Akela
O Babu Aabaad Rahega Duniya Ka Ye Mela
O Babu Aabaad Rahega Duniya Ka Ye Mela
Aakar Chale Na Jaaye Raja
Chale Na Jaye Raja
Pyaar Ke Din Rangile
Aakar Chale Na Jaaye Raja
Chale Na Jaye Raja
Pyaar Ke Din Rangile
Dilwaalo Ko Mile Mohabbat
Khade Rahe Sharmile
Dilwaalo Ko Mile Mohabbat
Khade Rahe Sharmile
Rup Se Aankh Churaane Waale
Kis Jogi Ka Chela
Rup Se Aankh Churaane Waale
Kis Jogi Ka Chela
O Babu Aabaad Rahega Duniya Ka Ye Mela
O Babu Aabaad Rahega Duniya Ka Ye Mela
O Babu Aabad Rahega Duniya Ka Ye Mela Song Lyrics from the movie/album Lekh released in the year 2018 starring Motilal, Suraiya. The song O Babu Aabad Rahega Duniya Ka Ye Mela was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by G Rakesh. The music was given by Krishna Dayal. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi
Share your thoughts