O Ajnabee Mere Ajnabee Song Lyrics from the movie/album Main Prem Ki Diwani Hoon. The song O Ajnabee Mere Ajnabee was sung by Chitra Singh. The music was given by Anu Malik

O Ajnabee Mere Ajnabee Lyrics

O Ajnabee Mere Ajnabee Na Jane Aaye Tum Kahan Se
Itna Pyara Laye Tum Kahan Se, Yeh Rat Bhee Hai Sajee Sajee
O Ajnabee Mere Ajnabee

Dilwale Dekho Phir Mile Hai, Mile Hai
Jane Kahan Ham Chale Hai, Chale Hai
Najaro Se Najre Milee Hai, Hoto Se Hot Sile Hai
Ek Aag See Hai Dabee Dabee, O Ajnabee Mere Ajnabee

Pyar Ka Mausam Aata Hai, Aata Hai Ek Bar
Dil Diya Jata Hai, Ek Bar Ek Bar
Jawan Jawan Dil Kee Dhadkan Me
Koi Samata Hai -2 Ek Bar Ek Bar
O Mujhe Kya Hua Mai Udne Laga
O Ajnabee Mere Ajnabee

Ajnabee Teree Dil Churane Aaya Hai, Ajnabee Ninde Udane Aaya Hai
Lutane Wala Chain Kahan Payega, Lutane Wala Khud Lut Ke Jayega
Hain Jayega Kahan Jiyega Yahan Marega Yahan
Yeh Ajnabee Teraa Ajnabee Teraa Ajnabee
Na Jane Aaye Tum Kahan Se, Itna Pyara Laye Tum Kahan Se

Share your thoughts

Main prem ki diwani hoon songs, Main prem ki diwani hoon, Anu malik songs, Main prem ki diwani hoon full movie, Anu malik hits, Anu malik, Chitra songs, O ajnabee song lyrics, O ajnabee song full lyrics video hd black screen, O ajnabee song full lyrics video, O ajnabee song whatsapp status with lyrics, Main prem ki diwani hoon movie, O ajnabee mere ajnabee, Music video with lyrics, O ajnabee, Main prem ki diwani hoon hindi movie, K s chitra hindi songs