Nuktaachi hai
Gam-e-dil usko sunaaye na bane
Kya bane baat jahaan baat banaaye na bane
Kya bane baat jahaan baat banaaye na bane
Mai bulata to hu usko magar ai jazbaa-e-dil
Mai bulata to hu usko magar ai jazbaa-e-dil
Us pe ban jaaye kuchh aisi
Us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane
Us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane
Nuktaachi hai
Gam-e-dil usko sunaaye
Bojh wo sar pe gira
Bojh wo sar se gira hai
Ki uthaaye na uthe
Kaam wo aan pada hai ke banaaye na bane
Kaam wo aan pada hai ke banaaye na bane
Nuktaachi hai
Gam-e-dil usko sunaaye
Ishq par zor nahi
Ishq par zor nahi hai ye vo aatish gaalib
Ke lagaaye na lage
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
Nuktaachi hai
Gam-e-dil usko sunaaye

