Tere Bin Kya Tha Ab Kya Ban Gaya
Thaama Tumne Jo Main Insaan Ban Gaya
Ab Tu Jo Nahi Teri Hai Kami
Mujhse Hai Mera Jahan Chhin Gaya
Nishaa Baaqi Hai Jo Iss Dil Pe
Woh Kaise Mitaaun?
Sang Tera Jo Guzaare Woh Pal
Kaise Bhulaun? (x2)
Bheegi Bheegi Palko Mein
Kuch Aansu Baaqi Hain
Tujh Bin Ye Aansu Hi
Mere Gham Ke Sathi Hain (x2)
Ki Jaan Ab Aa Bhi Ja Yaara
Dard Mitaa Bhi Ja Yaara
Jo Sapne Dikhaaye Thhe Tune
Unko Sajaa Bhi Jaa
Nishaa Baaqi Hai Jo Is Dil Pe
Woh Kaise Mitaun?
Sang Tera Jo Guzaare Woh Pal
Kaise Bhulaun?
Nishaan Baaqi Hai Jo Is Dil Pe
Woh Kaise Mitaaun?
Nishaa Song Lyrics from the movie/album Yasser Desai released in the year 2018. The song Nishaa was sung by Yasser Desai. The music was given by Palash R Muchhal. The lyrics were Penned by Palak Muchhal, Palash Muchhal. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts