Nirdhan Ki Dasha Song Lyrics from the movie/album Amar Kirtan released in the year 2018. The song Nirdhan Ki Dasha was sung by S D Batish. The music was given by S D Batish. The lyrics were Penned by Wali Sahab

Nirdhan Ki Dasha Lyrics

Maya Ko Maya Mile Kar Kar Lambe Hath
Tulsi Das Garib Ki Koi Na Puche Bat
Nirdhan Ki Dasha Dekh
Ho Nirdhan Ki Dasha Dekh
Dhanwano Ke Bhagwan
Nirdhan Ki Dasha Dekh
Ho Nirdhan Ki Dasha Dekh
Jina To Raha Jina Jina To Rah Jina
Nahi Marna Bhi Aasan
Nirdhan Ki Dasha Dekh
Ho Nirdhan Ki Dasha Dekh

Naiya Hai Kinare Pe
Kinara Nahi Milta Kinara Nahi Milta
Nirdhan Ko To Aasnu Bhi Udhara Nahi Milta
Udhara Nahi Milta
Jab Tera Hi Nirbal Ko Shara Nahi Milta
Fir Inpe Daya Kaise Karega Koi Insan
O Dhanwano Ke Bhagwan
O Dhanwano Ke Bhagwan
Nirdhan Ki Dasha Dekh
Ho Nirdhan Ki Dasha Dekh

Le Dekh Ye Majdur Bhita Ko Hai Taraste
Nirdhan Ke Liye Band Hai Marne Ke Bhi Raste
Nirdhan Ke Liye Band Hai Marne Ke Bhi Raste
Haktu Hai Chita Jalti Hai Chita Man Me
Magar Naina Barste
Anjan Nahi Fir Bhi Banta Hai Tu Anjan
O Dhanwano Ke Bhagwan
O Dhanwano Ke Bhagwan
Nirdhan Ki Dasha Dekh

Share your thoughts

Amar kirtan, Batish, S d batish film amer kartan_, Shiv dayal batish, S d batish, S. d batish, S.d. batish, Alhad radha krishnan, Nirdahn ki disha dekh, Usha kiran, Kumar, Khwab mein humko bulaate ho lata mangeshkar toofan (1954) s d batish / kaif irfani, More ghanshyam ghata nahin barsi, Hari om tat sat, Lata mangeshkar, Rutu vihar - part ii - jhananan, Amar keertan, Chanda se pyare ankh ke tare, Lyricist: vishwamitra adil, Shankar, Meri asha, Jaikishan, Mangeshkar