Nikal Pade Safar Ko To Song Lyrics from the movie/album Ai Saba released in the year 2016 starring Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain. The song Nikal Pade Safar Ko To was sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. The music was given by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain. The music rights for song purely belongs to Decca Label Group

Nikal Pade Safar Ko To Lyrics

Nikal Pade Ho Safar Ko To Sochana Kyaa Hain

Jo Hain To Thik Nahi Hain To Raasta Kyaa Hain

Kahan Talaash Kare Ore Apni Khushio Ko
Kahan Talaash Kare Ore Apni Khushio Ko
Tumhare Paas Nahi Ab To Dhundna Kyaa Hain
Tumhare Paas Nahi Ab To Dhundna Kyaa Hain
Jo Hain To Thik Nahi Hain To Raasta Kyaa Hain
Nikal Pade Ho Safar Ko To Sochana Kyaa Hain

Pade Raho To Samandar Hain Saath Doori Ke

Nikal Pado To Sitaaro Ka Faasla Kyaa Hain
Nikal Pado To Sitaaro Ka Faasla Kyaa Hain
Jo Hain To Thik Nahi Hain To Raasta Kyaa Hain
Nikal Pade Ho Safar Ko To Sochana Kyaa Hain

Khayaal Waada Kare Woh To Kuchh Na Kehna Tum

Hazaar Dekhe Hain Ik Aur Bewafa Kyaa Hain
Hazaar Dekhe Hain Ik Aur Bewafa Kyaa Hain
Jo Hain To Thik Nahi Hain To Raasta Kyaa Hain
Nikal Pade Ho Safar Ko To Sochana Kyaa Hain.

Share your thoughts

Ustad mohammed hussain, Ustad ahmed hussain, Hum fakiron se | ahmed hussain mohammed hussain, Hum fakiron se | ahmed hussain mohammed hussain | ghazal | red ribbon music, Ahmed hussain mohammed hussain new ghazal, Ahmed and mohammed hussain (musical artist), Mohammad hussain, Ahmed hussain, Hussain, Allama fida hussain, Khadim hussain rizvi, Hussain brothers, Mohammad, Superhit qawwali mohammad ke shahar mein, Har dard ki dawa hai mohammad ke shahar mein