Nigaah E Naaz Ke Maaron Kaa Haal Kyaa Hogaa Song Lyrics from the movie/album Barsaat Ki Raat released in the year 2018 starring Bharat Bhushan, Madhubala. The song Nigaah E Naaz Ke Maaron Kaa Haal Kyaa Hogaa was sung by Asha Bhosle, Sudha Malhotra. This movie/album was directed by P L Santoshi. The music was given by Roshan. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi

Nigaah E Naaz Ke Maaron Kaa Haal Kyaa Hogaa Lyrics

Ada Bijli
Badan Shola
Ada Bijli
Badan Shola
Bhanve Khajar
Nazar Qaatil
Galat Kya Hai Hame Kahti Hai Ye Duniya Agar Qaatil
To Phir Nigaah-e-naaz Ke
Nigaah-e-naaz Ke
Nigaah-e-naaz Ke
Nigaah-e-naaz Ke
Nigaah-e-naaz Ke Maaro Ka Haal Kya Hoga
Nigaah-e-naaz Ke Maaro Ka Haal Kya Hoga
Nigaah-e-naaz Ke
Nigaah-e-naaz Ke Maaro Ka Haal Kya Hoga
Na Bach Sake To
Na Bach Sake To
Na Bach Sake To
Na Bach Sake To
Na Bach Sake To Bechaaro Ka Haal Kya Hoga
Na Bach Sake To Bechaaro Ka Haal Kya Hoga
Kya Hoga
Kya Hoga
Nigaah-e-naaz Ke Maaro Ka Haal Kya Hoga
Na Bach Sake To Bechaaro Ka Haal Kya Hoga
Kya Hoga
Kya Hoga
Nigaah-e-naaz Ke

Hami Ne Ishq Ke Qaabil Bana Diya Hai Tumhe
Hami Ne Ishq Ke Qaabil Bana Diya Hai Tumhe
Hami Ne Ishq Ke
Hami Ne Ishq Ke
Hami Ne Ishq Ke Qaabil Bana Diya Hai Tumhe
Hami Ne Ishq Ke Qaabil Bana Diya Hai Tumhe
Hami Na Ho To
Hami Na Ho To
Hami Na Ho To
Hami Na Ho To
Hami Na Ho To Nazaaro Kaa Haal Kya Hoga
Hami Na Ho To Nazaaro Kaa Haal Kya Hoga
Kya Hoga
Kya Hoga
Hami Na Ho To Nazaaro Kaa Haal Kya Hoga

Hamaare Husn Ki Bijali
Hamaare Husn Ki Bijali
Hamaare Husn Ki Bijali Chamakne Vaali Hai
Hamaare Husn Ki Bijali Chamakne Vaali Hai
Bijali Chamakne Vaali Hai
Hamaare Husn Ki Bijali Chamakne Vaali Hai
Na Jaane Aaj
Na Jaane Aaj
Na Jaane Aaj
Na Jaane Aaj
Na Jaane Aaj
Na Jaane Aaj
Na Jaane Aaj Hazaro Kaa Haal Kya Hoga
Na Jaane Aaj Hazaro Kaa Haal Kya Hoga
Kya Hoga
Kya Hoga
Nigaah-e-naaz Ke

Bahaar-e-husn Salaamat Khiza Se Puchh Zara
Bahaar-e-husn Salaamat Khiza Se Puchh Zara
Khiza Se Puchh Zara
Khiza Se Puchh Zara
Bahaar-e-husn Salaamat Khiza Se Puchh Zara
Kya Ke Chaar Din Me
Kya Ke Chaar Din Me
Chaar Din Me
Chaar Din Me
Chaar Din Me
Ke Chaar Din Me Bahaaro Kaa Haal Kya Hoga
Ke Chaar Din Me Bahaaro Kaa Haal Kya Hoga
Kya Hoga
Kya Hoga
Ke Chaar Din Me

Rang Par Naaz Na Kar Kyo Ki Rag Badal Jaata Hai
Ye Vo Mahmaan Hai Jo Aaj Aata Hai Kal Jaata Hai
Ishq Par Naaz Kare Koi To Kuchh Baat Bhi Hai
Husn Ka Naaz Hi Kya
Husn To Dhal Jaata Hai
Husn Ka Naaz Hi Kya
Husn To Dhal Jaata Hai
Bahar-e-husn Salaamat Khizaa Se Puchh Zara
Kya Ke Chaar Din Me
Kya Ke Chaar Din Me
Ke Chaar Din Me Bahaaro Kaa Haal Kyaa Hoga
Ke Chaar Din Me

Ham Apne Chehre Se Parda Utha To De Lekin
Ham Apne Chehre Se Parda Utha To De Lekin
Ham Apne Chehre Se Parda Parda Parda
Ham Apne Chehre Se Parda Parda Parda
Ham Apne Chehre Se Parda Utha To De Lekin
Garib Chaand
Garib Chaand
Garib Chaand
Garib Chaand
Garib Chaand
Garib Chaand
Garib Chaand-sitaaro Kaa Haal Kya Hoga
Garib Chaand-sitaaro Kaa Haal Kya Hoga
Kya Hoga
Kya Hoga
Nigaah-e-naaz Ke
Muqaabala Hai To Phir Der Kya Hai Tir Chala
Muqaabala Hai To Phir Der Kya Hai Tir Chala
Muqaabala Hai
Muqaabala Hai
Muqaabala Hai
Muqaabala Hai
Muqaabala Hai
Muqaabala Hai

Share your thoughts

Sudha malhotra, Asha bhosle, Barsaat ki raat song, Barsaat ki raat movie songs, Barsaat ki raat, Barsaat ki raat 1960, Nighayen naj ke maron ka hal kya hoga, Barsat ki raat (original motion picture soundtrack), Roshan, Asha bhosle basant jee chahta hai, Barsaat ki raat movie songs karaoke tracks, Karaoke songs with lyrics, Suman kalyanpur & kamal barot, Rahat indori, Kamal barot, Talat, Pyaar, Hazrat mian mohammad deen sarkar dinga shareef