Neende Koi To Uda Kar Gya Hai
Soti Aankho Ko Jagaa Kar Gaya Hai
Chain Jo Maine Sambhala Tha Sanam
Jaane Kab Kaise Chura Kar Gaya Hai
Jo Bhi Hai Wo Is Nazar Ko Jab Nazar Wo Aayega
Ek Nashaa Bhi Behosiyo Ka Dhadkano Par Chayega
Meri Nazar Ka Nishana Kaha Hai
Jaan Le Gaya Jo Diwaana Kahan Hai
Pyaas Jiski Aaj In Hotho Pe Hai
Jaane Jaan Wo Tarana Kahan Hai
Dhoond Lenge Hum Use To Wo Jahan Bhi Hai Chupa
Phul Rhta Kahan Pe Khushbuo Ko Hai Pata
Mausam Yahan Pe Badalne Lga Hai
Jo Ruka Tha Teer Chalne Laga Hai
Aane Wala Pal Saans Lene Lgaa
Jaate Pal Ka Dum Nikalne Lga Hai
Faisla Ka Wqt Hai Ye Jaane Kya Ho Faisla
Haarne Mein Jeetne Mein Palon Ka Fasla
Neende Koi To Udakar Song Lyrics from the movie/album Miss India released in the year 2018 starring Om Puri, Supriya Karnik. The song Neende Koi To Udakar was sung by Sunidhi Chauhan, Shaan. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Jalees Sherwani
Share your thoughts