Neeli Neeli Ankhon Mein Song Lyrics from the movie/album Naach Govinda Naach released in the year 2016 starring Govinda, Raj Kiran. The song Neeli Neeli Ankhon Mein was sung by Jayshree Shivram, Udit Narayan. This movie/album was directed by S.K. Subash. The music was given by Amar Biswas, Utpal Biswas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Neeli Neeli Ankhon Mein Lyrics

Neeli Neeli Ankhon Mein
Kunwara Dil Kho Gaya
Dil Mera Ab To Tumhara Dil Ho Gaya
O Manda O Manda
Neeli Neeli Ankhon Mein
Kunwara Dil Kho Gaya
Dil Mera Ab To Tumhara Dil Ho Gaya

Dil Mujhe Diya Piya
Kiya Bada Ehsaan Re Uu.
Dil Mujhe Diya Piya
Kiya Bada Ehsaan Re
Dil Kyaa Hain Tu Jo Maange
Dedu Tujhe Jaan Re Govinda Govinda

Neeli Neeli Ankhon Mein
Kunwara Dil Kho Gaya
Dil Mera Ab To Tumhara Dil Ho Gaya
O Manda O Manda
Teri Mithi Baaton Mein
Kunwara Dil Kho Gaya
Dil Mera Ab To Tumhara Dil Ho Gaya

Pyar Ki Khusboo Jaane Kaise
Kab Saanso Mein Ghul Jaati Hain
Palke Koi Khwaab Jhukaye
Baat Ye Dil Ki Khul Jaati Hain
Par Na Na Na Are Ha Ha Ha
Are Na Na Na Na Na Ha Ha

Dekha Tujhe Dekha To
Deewani Teri Ho Gayi
Jaane Kaise Kaamo Mein
Jawaani Meri Kho Gayi
Govinda Govinda
Teri Mithi Baaton Mein
Kunwara Dil Kho Gaya
Dil Mera Ab To Tumhara Dil Ho Gaya

O Manda O Manda
Neeli Neeli Ankhon Mein
Kunwara Dil Kho Gaya
Dil Mera Ab To Tumhara Dil Ho Gaya.

Share your thoughts

Naach govinda naach, Neeli neeli ankhon mein, Govinda, Jayshree shivram, Aala govinda aala, Udit narayan, Amar utpal, Hindi songs, India waale, Mandakini, Manwa laage, Finding fanny, Daawat-e-ishq, Kamasutra 3d, Yo yo honey singh, Mashup, Anjaan, Jhankar, Hit songs, Happy ending, Desi kalakaar, Singham returns, Satyamev jayate, Lovely, Karaoke, Bang bang, Item songs, Cover song, Remix songs, The shaukeens, Comedy nights with kapil, Ungli, Tevar, Kill dil