Nazar Utha Ke Ye Rangin Song Lyrics from the movie/album Ek Saal Pehle released in the year 2016 starring Sujit Kumar, Sayeeda Khan. The song Nazar Utha Ke Ye Rangin was sung by Talat Mahmood. This movie/album was directed by Dharam Kumar. The music was given by C. Arjun. The music rights for song purely belongs to Saregama

Nazar Utha Ke Ye Rangin Lyrics

Nazar Utha Ke Ye Rangin
Sama Rahe Na Rahe
Karib Aaa Ke Ye Mausam
Jawan Rahe Na Rahe
Zamana Aaj Hai Kal
Meharbaan Rahe Na Rahe
Nazar Utha Ke Ye Rangin
Sama Rahe Na Rahe

Karib Aao To Kambakht
Dil Dhadkta Hai Karib Aao
Karib Aao To Kambakht
Dil Dhadkta Hai Kadam
Kadam Pe Koi Jaise Mujhko
Taktaa Hai Ye Raaz Tere Mere
Darmiyaan Rahe Na Rahe
Zamana Aaj Hai Kal
Meharbaan Rahe Na Rahe
Nazar Utha Ke Ye Rangin
Sama Rahe Na Rahe

Dilo Mein Rang Nigaahon
Mein Roshni Bhar Lein
Dilo Mein Rang Nigaahon
Mein Roshni Bhar Lein
Zaraa Si Der To Baahon
Mein Zindagi Bhar Lein
Zaraa Si Der To Baahon
Mein Zindagi Bhar Lein
Kisse Khabar Hai Ke Hum
Kal Yaha Rahe Na Rahe
Zamana Aaj Hai Kal
Meharbaan Rahe Na Rahe
Karib Aa Ke Ye Mausam
Jawan Rahe Na Rahe

Khile Hain Phool Dilo Ke
Khuli Hawaaon Mein
Khile Hain Phool
Khile Hain Phool Dilo
Ke Khuli Hawaao Mein
Basi Rahegi Ye Khooshbu
Sada Fizaao Mein
Zamin Rahe Na Rahe
Aasmaan Rahe Na Rahe
Zamana Aaj Hai Kal
Meharbaan Rahe Na Rahe.

Share your thoughts

Sayeeda khan, Pradeep kumar, Modern girl, Mohd. rafi, Rajendra krishen, Ravi