Nazar Shanas Tha Lyrics  | Qaraar | Hariharan | Hariharan

Nazar Shanas Tha Lyrics | Qaraar | Hariharan | Hariharan

Nazar shanas tha
Kya kaam kar gaya woh bhi
Nazar shanas tha
Kya kaam kar gaya woh bhi
Zabaan ka zakhm tha
Baaton se bhar gaya woh bhi

Zameen ki mang tarasti thi
Jiski shabnam ko
Zameen ki mang tarasti thi
Zameen ki mang tarasti thi
Zameen ki mang tarasti thi
Jiski shabnam ko
Ye kya ke aag laga kar
Guzar gaya woh bhi
Ye kya ke aag laga kar
Guzar gaya woh bhi
Zabaan ka zakhm tha
Baaton se bhar gaya woh bhi
Woh bhi nazar shanaas tha
Kya kaam kar gaya woh bhi

Woh raat bhar teri
Galiyon mein ghoomne wala
Woh raat bhar teri
Galiyon mein ghoomne wala
Woh raat bhar teri
Galiyon mein ghoomne wala
Yeh kya hua ke sare
Shaam ghar gaya woh bhi
Yeh kya hua ke sare
Shaam ghar gaya woh bhi
Zabaan ka zakhm tha
Baaton se bhar gaya woh bhi
Nazar shanas tha
Kya kaam kar gaya woh bhi

Hava ye shehere
Meri shoharaten hi aisi thi
Hava ye shehere
Meri shoharaten hi aisi thi
Kisi ka jurm magar
Mere sar gaya woh bhi
Kisi ka jurm magar
Mere sar gaya woh bhi
Zabaan ka zakhm tha
Baaton se bhar gaya woh bhi
Nazar shanas tha
Kya kaam kar gaya woh bhi
Nazar shanas tha
Kya kaam kar gaya woh bhi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *