Nazar Se Mil Hi Jayegi Nazar Song Lyrics from the movie/album Ghazab released in the year 2018. The song Nazar Se Mil Hi Jayegi Nazar was sung by Kalyani, Zohrabai Ambalewali, Lata Mangeshkar. The music was given by Nisar Bazmi. The lyrics were Penned by A. Karim

Nazar Se Mil Hi Jayegi Nazar Lyrics

Najar Se Mil Hi Jaygi Najar
Najar Se Mil Hi Jaygi Najar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar

Majare Kash Par Jab Ruhe Naina Ek Din Aai
Karbano Ke Murjhaye Huye Kuchh Phool Bhi Laai
Naki Jab Phool Rakhane Kabr Se Aawaj Ye Aai
Chatha Na Phool Janeman Magar
Chatha Na Phool Janeman Magar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar

Ha Din Mein Kah Raha Farhan Siri Se Juda Hokar
Mohabbat Ki Gali Mein Hamne Kya Paya Hai Dil Khokar
Uthaya Usne Pesha Phir Kaha Peshe Se Yu Rokar
Mere Dil Ke Karo Tukade Agar
Mere Dil Ke Karo Tukade Agar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar

Gai Jab Rani Dharman Ek Dariya Pe Nahane Ko
Vahan Baitha Tha Chilidar Afsana Sunane Ko
Kaha Usne Ke Rani Chhod De Sare Jamane Ko
Basana Hai Agar Uska Safar
Basana Hai Agar Uska Safar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar

Hamari Dasta Bhi Laila Majnu Ka Fasana Hai
Tumhare Vaste Ab Dil Mein Mitane Ki Tamnna Hai
Hamare Aur Tumahre Pyar Mein Bas Fark Itna Hai
Idhar To Jaldi Jaldi Hai Udhar
Idhar To Jaldi Jaldi Hai Udhar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar

Mohabbat Ki Bhari Mahfil Mein Ye Kaisa Najara Hai
Tumahare Hai Kadam Aur Unse Lipta Dil Hamara Hai
Na Isko Bhul Jana Dil Hamara Gar Tumhara Hai
Mera Dil Tode Na Kaha Magar
Mera Dil Tode Na Kaha Magar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar

Javani Ne Abhi Ulfat Ka Afsana Nahi Sikha
Kisi Ke Vaste Barbad Ho Jana Nahi Sikha
Abhi Meri Adao Ne Bhi Sharmana Nahi Sikha
Mujhe Sabkuchh Sikha Dena Magar
Mujhe Sabkuchh Sikha Dena Magar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Meri Aahon Mein Aayega Asar
Aahista Aahista
Meri Aahon Mein Aayega Asar

Share your thoughts

Nazar se mil hi jayegi, Nisar bazmi, Mangeshkar, Ambalewali, Gazab, Zohrabai, Kalyani, Lata mangeshkar/zohra bai/kalyani das, Ghazab, Pick pocket/jeb katra (1946), Chaandni raaten kya hui, Shaukar, Karim, Ehsan rizvi, Lata, Nashad, Dehlvi