Nazar Khoi Khoi Hai
Kadam Bhi Dagmagaye Hai
Kisi Ko Kya Khabar Hum Teri Mehfil Me Kyu Aye Hai
Tumahre Pyar Ka Nasha Humare Dil Pe Cha Gaya
Lage Behakne Ab Kadam O Balma O Sajna O Balma O Sajna
Tumahre Pyar Ka Nasha Humare Dil Pe Cha Gaya
Lage Behakne Ab Kadam O Balma O Sajna O Balma O Sajna
Dur Se Aji Dur Se Dekho Na Mujhe
Haye Dur Se
Dur Se Aji Dur Se
Dekho Na Mujh Haye Dur Se
Kareb Aa Jao
Jiya Na Tadpao
Kareb Aa Jao
Jiya Na Tadpao
Sun Lo Sun Lo
Na Muh Fairo
Tumahre Pyar Ka Nasha
Humare Dil Pe Cha Gaya
Lage Behakne Ab Kadam O Balma O Sajna O Balma O Sajna
Man Ja Piya Man Ja Lage Na Jiya Haye Man Ja
Man Ja Piya Man Ja Lage Na Jiya Haye Man Ja
Na Nind Ati Hai
Na Jan Jati Hai
Na Nind Ati Hai
Na Jan Jati Hai
Chhodo Chhodo Ji Hat Chodo
Tumahre Pyar Ka Nasha
Humare Dil Pe Cha Gaya
Lage Behakne Ab Kadam O Balma O Sajna O Balma O Sajna
Nazar Bhi Khoyi Khoyi Hai Kadam Bhi Dagmagaye Hai Song Lyrics from the movie/album Madari released in the year 2018 starring Rajan, Chitra. The song Nazar Bhi Khoyi Khoyi Hai Kadam Bhi Dagmagaye Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Babubhai Mistri. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Farooq Qaiser
Share your thoughts